Monday, August 20, 2018

Hisaab-e-Karam

Unn yaadon ka waqt bhi jawaab nahi de sakta
Jo tum par shuru aur khatm naa hui ho

Uss aks ki yaad mein mai roya karta
Jiski talaash waqt ko bhi naa ho